Abu Qatada al-Ansari radi Allahu Anhu se rivata hai ki Nabee Sallallahu Alaihi wasallam se Asura (10 Muharram) ke din ke rozey ke bare mein pucha to Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne faramaya ye Guzrey huye saal ke gunahon ka kaffara hai.
(*Sahih-Muslim, Vol-no: 3, Book: 6(Roze ka Masayel), Hadees-no: 274*)
Hame is roze ka khas ahetemam karna chahiye ye roza ramzan ke bad sabse afzal hai isliye 9 aur 10 muharram ke din ye 2 roze zarur rakhe sharbat ki chakkar me na jae insha allah hame jame kausar milega wo bhi hamare nabi ke haton
Ab faisla ap kare ke apko muharram ka sharbat chahiye ya jannat ka jame kausar wo bhi nabi ke haton se insha allah
from EK UMMAT grp is msg ko apne sare dosto grps aur fb par bheje plz
No comments:
Post a Comment