Sunday 20 July 2014

AURTO KO BHI EITEKAF KARNA CHAHIYE PAR MASJID ME

Hazrat ayesha (r.a) se riwayat hai ke nabi akram Sallalahu alaiwasallam ramzanul mubarak ka akhri ashre (21 se 30 ramzanul mubarak ) tak eitekaf farmaya karte they yaha takke aap (saw) ne wafat ke baad apki azwaje mutahirat (wife) ne eitekaf kiya ((SAHIH MUSLIM 633)) Aj hamare yaha to aisa mamul bana hai ke aurat ko ehtekaf ki ijazat hee nahi hai masjid me yaad rahe aurat ko bhi deen par amal karne ka utna hee haq hai jitna mardo ko aur ehtekaf masjid me hee hota hai chahe mard ho ya aurat aj hum dekhte hai mard ka intezam to masjid me hota hai par aurat ka nahi From EK UMMAT grp sabko bheje plz

No comments:

Post a Comment