Saturday, 5 July 2014

JAB BANDA ZINA KARTA HAI TO USKA IMAN NIKAL JATA HAI !!


farmane-illahi hai ke Zina ke qareeb na phatko kyunke wo behayae aur bura rasta hai

(( AL ISRA : AYAT : 32))

FARMAN-E-NABVI 
Jab banda zina karta hai to isse iman nikal kar iske sar par jhatri ki tarha taher jata hai jab wo usse fariq hota hai to phir uski taraf laut ata hai 

((ABU DAWOOD))

ZINA ke waqt agar wo mar gaya to be iman mara yani wo musalman hokar nahi mara iski saza ye ayi hai ke zina karko zameen me dasa kar mardo aj be hayae Aam ho gae hai allah musalmano ki hifazat kare ameen 

From EK UMMAT grp sabko bheje plz

No comments:

Post a Comment