Allah ta.ala farmata hai ke
Malum karo ilm walo se agar tum nahi jante
((SURE NAHAL : 42))
(( SURE AMBIYA : 27))
Aur Nabi saw ne bhi farmaya jahalat ka ilaj ye hai ke puch liya jae
((ABU DAWOOD ; 337))
Is ayat se baaz log taqleed sabit karte hai unse puche ke puchne ka talluq taqleed se hai ya tehqeeq se ??
Jahalat ka ilaj hame hamare nabi bata rahe hai ke pucho aj hum ulma se puchte nahi bas koi bhi ja bat kahe usse man lete hai hume ulma se puchna chahiye aur unse daleel bhi mange chahe jo bhi masla ho hamara deen 1 kamil deen hai isme kami ya zadati na karo pucho ulma se ke nabi ya sahaba jo nabi se sabse zyada mohabbat karte hai unhone kabhi milaad manae hai ??
From EK UMMAT grp sabko bheje plz
No comments:
Post a Comment