Syedna anas (r.a) se riwayat hai ke rasool allah (saw) ne farmaya allah ta.ala ne jis admi se uske naik amal par sawab dene ka wada kiya wo ise (har suraat me) pura karega aur jis admi se uske bure amal par azaab ka wada kiya to (iske bareme ) me wo sahibe iktiyar hai (yani azaab dekar wada pura karde ya sari se azaab hee na de ye uski marzi ki bat hai )
((AHADISE SAHIYA : 3316))
Aur quraan me bhi aya hai ke allah ki rehmat se mayus no ho
Ab allah aur uske rasool se sachi bat kiski ho sakti hai ?? Hame allah par barosa karna chahiye aur naik amal karna chahiye is hadees me allah ki rehmat dekho jannat ka wada kiya to jannat pakki hai par azaab ka wada kiya to wo shayad bakshde ya fir azaab de ALLAHU AKBAR
NOTE : is hadees me admi ka lafz aya hai par yehee mamla aurto se bhi hoga insha allah isliye wo bhi mayus naho
From EK UMMAT grp sabko bhejo plz
No comments:
Post a Comment