Saturday, 5 July 2014

JO JHOOT BOLE ROZA RAKH KAR BHI USKA KUCH FAIDA NAHI !!

Muhammad sallallahu alaiwasallam Ne Farmaya: Agar koi shakhs jhoot bolna aur dagabazi karna (roze rakh kar bhi) na chode to ALLAH TAALA ko uski koi zaroorat nahi ke woh apna khana peena chod de. (( SAHIH BUKHARI :1903)) Roza sirf bhukha pyasa rahene ka naam nahi balke sari haram chiz ko khas is maheene me chodna aur baki maheene me bhi par isme khas aur hum jab khana peena jo ke halal hai wo chod rahe hai to jo haram hai jhoot geebat wagaira kyun nahi chodte ?? EK UMMAT ke sare msg ab is blog par milenge www.ekummat.blogspot.in in sha allah

No comments:

Post a Comment