Sunday, 6 July 2014

KASRAT ( ZYADA ) MAAL BEHTAR NAHI SIWAE BHALAE KE UMUR ME KHARCH KARNE KE



Abu zar (r.a) se riwayat hai kahete hai rasool allah (saw) ne farmaya zyada maal wale hee qayamat ke roz nichle darjo me honge magar jisne halal kamaya aur achi raah par kharch kiya 

(IBNE HABBAN : 3331)

AJ musalman sirf maal ke piche bhagta hai jabke allah ne uske liye jitna rizk likha hai wo usse milkar hee rahega AFSOS allah ne jiska wada kiya hai yani rizk ka uske piche bhagta hai aur jiska wada nahi kiya jiske liye amal aur mehnat karna hai yani JANNAT uske piche nahi bhagta halanke koshish karne par wo jannat ko pa sakta hai par nahi karta 

No comments:

Post a Comment