Saturday, 5 July 2014

KYA ALLAH NAUZBILLAH DEEN KO ADHURA CHOD SAKTA HAI ?? JO MUHARRAM SAHABA NE NAHI BANAYA WO HUM KYUN BANAY ??



Nabi saw ne farmaya ke Deen Me 'HAR Nayi Cheez', BIDDAT hai.

Aur 'HAR Biddat', GUMRAHI hai.



(Abu Dawood 4609)

Aur 'HAR GuMraahi',

AAG (JahannuM) ki taraf le jaane wali hai.

>

(Ibn KhuzaiyMa 1785)

QURAAN ; aur apne aj tumare deen ko kamil kar diya 

(sure baqra ayat 208)

In hadees aur quraan se sabit hua ke deen 1400 saal phele hee mukammal yani compite ho chuka aur is deen ko allah ne banaya hai aur kya allah nauzbilla kisi chiz ko adhura bana sakhta hai nahi na ??
To ye muharram me sharbat banana fatiha dilana kaha se sabit hai ye kaha se aya aur allah farma raha hai ke 

HAR WO CHIZ JISPAR ALLAH KE SIWA KISI AUR KA NAAM LIYA JAE HARAM HAI (SURE BAQRA AYAT 173)

Aur sharbat me fatiha dilate hai hasan husain r.a ke naam ki ye haram hai dosto

From EK UMMAT grp is msg ko apne sare dosto fb aur grps me bheje plz

No comments:

Post a Comment