Hazrat anas (r.a) se riwayat hai Rasool allah SALLAHU ALAIWASSALLAM ne farmaya saheri khao kiyunke saheri khane me barkat hai
((AL LULU WAL MARJAN RAQMUL HADEES : 665))
Aj hamare kuch bhai sehri nahi karte shayad is wajah se ke dil nahi karta khana tik nahi hai etc... yaad rahe sehri me barkat hai thoda hee sahi par khehe zarur aur sehri akhri akhri waqt me karna chahiye kyunki 1 hadees phele guzar chuki ke sehri me dheri karna chahiye
From EK UMMAT grp sabko bheje plz
Keh dijiye! Kay Allah Taalaa aur rasool ki ita’at kero agar yeh mun pher len to be-shak Allah Taalaa kafiron say mohabbat nahi karta. ((Surah Al-e-Imran Ayat no. 32)) ((( DAILY UPDATE ON THIS BLOG ))) To join what's app +918082425339
Subscribe to:
Post Comments (Atom)

-
30: Musalman mardon say kaho apni nigahen neechi rakhen aur apni sharam gahon ki hifazat rakhen. Yeh hi unn kay liye pakeezgi hai log jo k...
-
Hazrat abu musa (r.a) se rivayat hai ke rasool allah sallahu alaiwasallam ne farmaya : jab bande ke baccha inteqal kar jata hai to allah t...
-
imam husain ki shahadat or phir gham karte huwe, baaz log seene par chote marte hai, ye bhi islam me haram hai, kyunki islam jism wa jaa...
No comments:
Post a Comment