Saturday, 5 July 2014

QURAAN KO PADHTE WAQT MOMIN KI KYA HALAT HOTI HAI ??


Allah ta.ala farmata hai ke 

Quraan ko padhne se un logo ke rongte khade ho jate hai jo apne raab ka kauf rakhte hai akhir me unke jism aur dil allah ke zikr se narm ho jate hai

((SURE ZUMAAR : AYAT 23))

JAB wo rasool ki taraf se nazil karda kalam ko sunte hai to unki ankhon se ansoo jari ho jate hai

((SURE MAIDA : AYAT 83)) 

Kya aj quraan padhte waqt hamara ye haal hota hai ?? Afsos aj kuch ulma-e-suw ne ummat ke bich ye bat dhali ke quraan ko samajhna tumare bas ki bat nahi ALLAHU AKBAR gair muslim quraan padhkar samajkar islam qabul kar raha hai aur musalman ka haal ??

Frm EK UMMAT grp sabko bhejo plz

No comments:

Post a Comment