Friday 25 July 2014

SADQA-E-FITR KIS KIS PAR FARZ HAI ?? YE DEKHE

Hazrat ibne umar (r.a) se riwayat hai ke Rasool allah sallallahu alaiwasallam ne ramzan ka sadqa e fitr 1 saa khajur ya 1 saa joo gulam azad mard aurat chote bade har musalman par farz kiya hai ((SAHIH BUKHARI KITABUL ZAKAT )) Sadqa e fitr anaj ki shakal me dena afzal hai par paisa bhi diya ja sakta hai aur 1 saa yani pone teen seir dhai kilo gram hai Sadqa e fitr farz hai Sadqa e fitr ka maqsad roze ki halat me sarzad hone wale gunaho se khudko paak karna hai Sadqa e fitr Eid ki namaz se phele ada karna chahiye warna Aam sadqe me shumar hoga From www.ekummat.blogspot.in sabko bheje plz

No comments:

Post a Comment