Saturday, 5 July 2014

TAWEEZ SHIRK HAI PAR FAIDA HOTA HAR FAIDE WALI CHIZ JAIZ NAHI PLZ READ


Aqaba bin lajhni (r.a) riwayat karte hai ke nabi (saw) ke pas 1 jamat ayi
Nabi (saw) ne unme se 9 baith leli aur 1 ko chod diya logo ne kaha aye allah ke rasool apne 9 se baith leli aur 1 ko chod diya ??
Irshad farmaya ke usse is liye baith nahi li ke wo taweez pehne hue hai nakrun sahab ne hath andar dhal kar taweez todh dhala
Ab nabi (saw) ne unse bhi baith ki leli aur farmaya ke jisne taweez latkaya usne SHIRK kiya 

((MUSNAD AHMED JILD 4 PAGE ; 156))

Nabi ke farman ke bawajud kuch log kahete hai ke shirk hai par faida bhi to hota hai ?

JAWAB 
QURAAN : Aur log apse sharab aur jue ke bareme puchte hai (app) kahe dijiye un dono me bada gunah hai aur logo ke liye bada faida bhi lekin unka gunah unke faide se badh kar hai 
((SURE BAQRA : 219))

Issi tarha taweez me agarche faida ho par wo shirk hai har chiz jo faide de islam me jaiz nahi warna chori juth insab me faida par ye haraam hai

From EK UMMAT grp sabko bheje plz

No comments:

Post a Comment