Thursday 14 August 2014

ILM HASIL KARNE KA MAQSAD KYA HAI ??



Hazrat kaab bin malik (r.a) kahetey hai mai ne rasool allah (saw) ko farmatey huwey suna hai jo shaks ilm (deen) hasil kare
1:- ulma se faqr karne k liye
2:- be ilm logo se jhagda karne ke liye ya
3:- logo ke cherey apni taraf (jhuti shauhrat ki khatir) mutwaja karne ke liye allah inhe aag mei dakhil farmayega

((TIRMIZI JILD 2 HADEES 2128))
isse hame pata chala ke hame ilm amal aur dawat ke liye hasil karna chahiye fakr karne ke liye nahi warna hame Aag me dala jaega
From EK UMMAT grp sabko bheje plz

No comments:

Post a Comment