Thursday 4 September 2014

HUM KISI KO DEEN KI DAWAT DENE JAE TO PHELE KIS CHIZ KO KAHE ??



ibne abbas (r.a) farmate hai ke jab nabi alaisalam ne maaz bin jabal (r.a) ko yaman walo ki taraf rawana kiya to farmaya tum ek aisi qaum ki taraf ja rahe ho jo ahle kitab hai lihaza sabse phele tum inhe is bat ki dawat dena ke allah ki towheed ka ayetemam kare

(( SAHIH BUKHARI : 7372 ))

Hum jab kisi ko dawat de to phele towheed ki dawat de kyunki agar wo banda shirk karta hai aur hum usse namaz padhne bole to uski namaz qabul hee nahi hogi isliye phele usse shirk ke daldal se nikale fir namaz ki dawat de

from EK UMMAT grp sabko bheje plz

No comments:

Post a Comment