Tuesday 21 October 2014

SAR (HEAD) KA MASAH SUNNAT HAI AUR GARDAN KA MASAH KISI SAHIH HADEES SE SABIT NAHI HAI



Abdullah bin zaid (r.a) ki riwayat hai ke inhone Nabi alaisalam ka wadhu karke dikhaya usme ye bhi hai ke

phir apne dono hatho se sar ka masah kiya is tarha ke apne hatho ko age aur piche kiya yani peshani ke balo se shuru kiya to gurri tak le gae

aur phir unhe wahi (yani peshani tak wapis ) lautaya jaha se shuru kiya tha phir apne pair (leg) dhoe

((SAHIH BUKHARI : 185))

is hadees me maseh ka zikr hai par isme gardan ka masah nahi bataya gaya sar ke maseh ke bad sidha pao dho liya

from EK UMMAT grp sabko bheje plz

No comments:

Post a Comment