Sunday 14 December 2014

NEK SALEH ADMI KO KOI AURAT NIKAH KA PAIGAM BHEJWA SAKTI HAI



sahil bin saeed (r.a) se riwayat hai wo kahete hai ek aurat allah ke rasool sallahu alaiwasallam ke pas ayi aur usne kaha

mai apna nafs apko hiba(gift) karti hu

((SAHIH BUKHARI KITABUL NIKAH 2126))

ulma kahete hai ke hadees me is bat ki tasdeeq milti hai ke koi aurat apne apko kisi nek aur saleh admi ko nikah ka paigam bheje apne rishtedaro ke zarye

nabi (saw) ke daur me aur khas unke liye aisa tha ke aurat apne nafs ko nabi ke hawale karne ati thi aur nabi chahate to unse nikah karte par ajke daur me koi aurat nek insan ke liye bhi aisa nahi kar sakti

from EK UMMAT grp sabko bheje plz

No comments:

Post a Comment