Sunday 11 January 2015

MUSHRIKEEN KE PAS PAISE NAHI THE TO NABI NE BACCHO KO PADHA NE KA FIDYA TAI KIYA


abdullah bin abbas (r.a) farmate hai :
badr ki jung me (mushrikeen me se) baaz qaidi aise bhi the jinke pass (apni azadi ke liye) koi fidya nahi tha
lihaza allah ke rasool alaisalatuwassalam ne unka fidya qarar diya ke wo ansari ke baccho ko (padhna) likhna sikha de

((MUSNAD AHMED : BA TEHQEEQ ALAR NOWT 2106))

phele yu hua karta tha ke jab jung me qaidi pakde jate to unse fidya yani kuch paise ya kuch aur chize lekar chod diya jata tha aur in mushrikeen ke pas kuch na tha na inke ghar wale inko le jane aye to nabi ne ansari ke baccho ko padhna likhna sikhao tab chodenge kaha

from EK UMMAT grp sabko bheje plz 

No comments:

Post a Comment