Saturday 14 February 2015

IMAAN AUR KUFR KE BICH ME KYA FARK HAI ??

allah ke rasool sallallahu alaiwasallam ne farmaya ;
bila shuba admi kufr wa shirk ke darmiyan fark namaz chodhna hai

((SAHIH MUSLIM KITABUL IMAAN 82))

Ab yaha masla ye hai ke namaz chodhne wala kafir hai ??
isme ulma me ikhtelaf hai kisi ne kaha wo musalman hai par kufr kar raha hai bare haal hame namaz nahi chodhna hai
aye allah hame namaz ka paband bana ameen

from www.ekummat.blogspot.in sabko bheje plz

No comments:

Post a Comment