Tuesday 24 March 2015

KYA ALLAH APKI DUA NA SUNTA HAI AUR NA KABUL KARTA HAI ??

Allah farmata hai :
aur tumare rab ka farman hai mujhse dua karo mai tumari dua kabul karunga

((SURE MOMIN : 60))

yaha allah kahe raha hai mai dua sirf sununga nahi balke kabul karunga 1 musalman ka ye aqida aur imaan hona chahiye ke allah hee meri dua ko sunega aur kabul bhi wohi karega jo ye kahe ke allah hamari nahi sunta wo musalman nahi

from EK UMMAT grp sabko bheje plz

No comments:

Post a Comment