Monday 2 March 2015

TAWEEZ KI QISME AUR UNKI HAQEEQAT


allah ke rasool sallallahu alaiwasallam ne farmaya :
jisne tameema latkaya usne shirk kiya
((MUSNAD AHMED SAHI AL-JAMAE 6394))

allah ke rasool sallallahu alaiwasallam ne farmaya :
Jisne kisi chiz ko latkaya to uske bharose kardiya gaya
((TIRMIZI SAHI AL-TARGEEB : 3456))

tameema kahete hai aisi chiz jise bimari ke dur karne ya nazar se hifazat ke liye latkaya jae jisko Aaj hum TAWEEZ kahete hai aur isko pahenne wale ko allah apne par se hata kar TAWEEZ ke bharose hee chodh deta hai jo ke iska kuch faida nahi paochane wali

NOTE : har tarha ki TAWEEZ haram hai chahe wo QURAANI ho ya koi aur sharyat ne har taweez ko haram karar diya hai koi fark nahi bataya isme

from www.ekummat.blogspot.in sabko bheje plz

No comments:

Post a Comment