Friday 17 April 2015

AZAN KE BAD MASJID SE BAHAR NIKALNA MANA HAI


Abu shiasa bayan karte hai hum abu huraira (r.a) ke sath masjid me bhaethe hue the to mozin (azan dene wale) ne azan di ek admi masjid se nikal kar jane laga to abu huraira (r.a)

uske piche apni nigah ko lagaya yaha takke wo masjid se nikal gaya abu huraira (r.a) ne kaha isne abu qasim sallallahu alaiwasallam ki na farmani ki

((SAHIH MUSLIM : 655))

haa kisi khas zarurat ke liye nikal sakte hai jaise ke qaza-e-hajat ke liye ya wo shaks jo kisi dusri masjid ka imam ho waha usse namaz padha ne jana ho tab

from www.ekummat.blogspot.in sabko bheje plz

No comments:

Post a Comment