Friday 10 April 2015

MASJID ME DAKHIL HONE KA TARIKA


allah ke rasool sallallahu alaiwasallam ne farmaya :
jo shaks masjid me jis niyyat se aye wohi uska hissa hai
((ABU DAWOOD SAHI AL-JAMAE : 5936))

anas bin malik (r.a) farmate hai ye sunnat hai ke jab masjid me dakhil ho to apna daya(right) pair se shuru karo aur jab niklo to bay(left) pair se shuru karo
((HAKIM SAHIH AL-JAMAE 2578))

Yani jo niyyat se andar ayega wohi uske sawab ya gunah ka hissa hoga

from www.ekummat.blogspot.in sabko bheje plz

No comments:

Post a Comment