Tuesday 12 May 2015

AISE JAGAH PAR JANE KI FAZILAT JAHA ALLAH KA ZIKR HOTA HAI


Syedna abu huraira (r.a) bayan karte hai ke rasool allah sallallahu alaiwasallam ne farmaya :
koi qaum ayesi majlis me nahi bait ti jis me allah ta.ala ka zikr kar rahe ho magar unhe farishte gher lete hai unko rehmat danp leti hai in par sukuniyat nazil hoti hai aur allah ta.ala inka zikr un logo me farmata hai jo uske pas hote hai (yani farishte)

((SAHIH MUSLIM : 2700))

Aaj hum ijtema me nahi jate jaha par allah ka zikr hota hai masjid me nahi bait te jaha allah ka zikr hota hai balke jaha allah ka zikr hota hai waha se bhag jate hai dhire se kya kya paka raha hai yaar kahe kar

www.ekummat.blogspot.in sabko bheje plz

No comments:

Post a Comment