Wednesday 6 May 2015

APNE MUSALMAN BHAI KI HIFAZAT KA HUKM PAR HUM ISSE ANJAN


Nabi kareem sallallahu alaiwasallam ne farmaya :
jab tum mese koi hamari masjid me ya  hamare bazar me guzre aur uske pas teer ho to usse chahiye ke uski nok ka khayal rakhe ya apne farmaya ke apne hath se unhe thame rahe _ kahi kisi musalman ko is se koi takhleef na pauche

((SAHIH BHUKARI : 7075))

Aaj shayad ye hadees se hum musalmano ke liye sirf kisse aur kahaniya rahe gae hai isliye hum sirf hadees padhte hai uspar amal nahi karte hai apne musalman bhai ka islam me itna khayal rakkha gaya hai fir hum aj kyun apne padosiyo aur musafiro ko takleef dete hai ??

from www.ekummat.blogspot.in sabko bheje plz

No comments:

Post a Comment