Tuesday 28 July 2015

AGAR APKE BACCHE KA APNE JALDI SE AQIQA NAHI KARAE TO WO SIFARISH NAHI KAREGA APKI


Hz samra bin jandab (r.a) ka bayan hai ke rasool allah sallallahu alaiwasallam ne farmaya
Har baccha apne Aqiqe ke evaz girvi hota hai sathve din uski taraf se Aqiqa kiya jaega ussi roz uska naam rakha jaega aur uska sar munda jaega

((TIRMIZI  : 1332))

Bacche ka girvi hone ka matlab ye hai jisko imam ahmed bin humble rahimullah ne bayan kiya hai keisse murad ye hai ke walidain ki sifarish yani ke agar baccha paida hua aur bachpan me hee mar gaya to wo baccha allah ke yaha walidain ke haq me sifarish nahi karega

((TAHA FAQ ALA HAUZI : 5/94_95))

NOTE : Maut ka koi bharosa nahi jald se jald apne aulad ka Aqiqa karwa do

From www.ekummat.blogspot.in sabko bheje plz

No comments:

Post a Comment