Thursday 30 July 2015

ALLAH KI KUCH HARAM KARDA CHIZ AUR KUCH NA PASANDIDA AMAL ZARUR PADHE


Nabi sallallahu alaiwasallam ne farmaya allah ta.ala ne mauo ki na farmani karne ko zarurat ke mauko par kharch na karne

aur bagair zarurat sawal karne (hath phaelane) ko ladkiyo ko zinda dafan kar dene ko tumare uppar haram karar diya hai

aur fizul bahes wa mubahash kasrat sawal aur maal zaya karne ko tumare liye na pasand kiya hai

((SAHI BHUKARI : 5518))

Yaha allah ne uppar apni na pasand chiz aur haram karda chiz bata diya hai ispar kaun kaun amal karta hai apne apne gireban me jhaklo aye allah hame kitabo sunnat ka paband bana aur teri haram karda chiz se dur rahene ki taufik de ameen

From EK UMMAT grp sabko bheje plz

No comments:

Post a Comment