Saturday 5 September 2015

DOST SE DUSHMANI MAT KARO BALKE DUSHMAN SE DOSTI KARO


34: Neki aur badi barabar nahi hoti. Buraee say bhalaee ko dafa kero phir wohi jiss kay aur tumharay darmiyan dushmani hai aisa hojayega jaisay dili dost

35: Aur yeh baat unhin ko naseeb hoti hai jo sabar keren aur issay siwaye baray naseebay walon kay koi nahi paa sakta.

((SURE AS SAJADA : AYAT 34 & 35))

ache dost ki badi fazilat batae gae hai islam me aur dushman agar acha ho yani sahi insan ho to uski jhagde wali bat ko maaf karke dost bana lena chahiye ap aise banjao ke apka koi dushman na rahe sare dost hee dost ho

From www.ekummat.blogspot.in sabko bheje plz

No comments:

Post a Comment