Thursday 26 October 2017

ISLAM KA BUNYADI FARIZA


Allah ta'ala ne farmaya hai
zamane ki Kasam be Shak Insaan khaasare main hai siwaye in logon ke jo eemaan laaye aur unhone Nek Amal Kiya aur ek dusre Ko haq ki talkeen ki aur doosre Ko sabr ki talkeen ki
((SURE AL-ASR AYAT :1 SE 3))

Imam shafayi rahimahullah ne farmaya
agar Allah ta'ala apni makhlook ke liye mehaz iss Surat (AL-ASR) ke elaawah koyi aur daleel naazil na bhi farmata to to bhi Bani now Insaan ki kamiyabi ke liye sirf yehee soorat kaafi thi
(( TAFSEER IBNE KASEER  4/3089))

Imam Bukhari rahimahullah sahi Bukhari me farmata hai qaul o Amal se phele ilm zaroori hai
((SAHI BUKHARI BABUL ILM :68))

Sab se phele ilm hasil karna fir Amal karna fir dawat Dena ye Islam ki bunyad hai

aur is Kam me apko mushkilat ayenge in mushkilat me sabr karna


*NOTE* HAMARE OLD SARE MSG READ KARNE KE LIYE YE LINK PAR CLICK KARE NICHE WALI
from ekummat.blogspot.in sabko bheje plz

No comments:

Post a Comment