Monday 20 November 2017

JAB FARZ NAMAZ KE LIYE EQAMAT KAHI JAYE TO PICHE SUNNATE NA PADHE


Hazrat Abdullah bin Malik ibne buhainah raziallah se riwayat hai ke Rasool Allah ﷺ ne ek shaks Ko do rakat namaz padhte dekha jab ke

namaz ki EQAMAT ho chuki thi jab Rasool Allah ﷺ  namaz se farigh huye to logon ne us Aadmi Ko gher liye to tab Rasool Allah  ﷺ ne us shaks se farmaya kya Subha ki chaar rakat hai ??

Kya Subha ki chaar rakat hai ??

(( SAHIH BUKHARI # 663))

Aaj kuch log farz namaz khadi Hoti hai to piche sunnato padh rahe hote hai khas kar Fajr ki namaz me imam muslim ne farmaya ke jab farz namaz ke liye IQAMAT Kahi jaye to koi namaz nahi Aisa aur riwayato me Aya hai


From www.ekummat.blogspot.in share to all

No comments:

Post a Comment