Saturday 25 November 2017

SHURU KI DO RAKAT LAMBI AUR AKHRI KI HALKI KARKE PADHNA



Hazrat abu qataadah raziallah se riwayat karte hai  ke Rasool Allah  ﷺ  zohar ki pehli do rakaton me sure fatiha aur do suratain mazeed padhte the aur pichli do rakaton me sirf sure fatiha padhte the aur kabhi koi ayat hame suna bhi dete the aur Aap pheli rakat ko doosri rakat se lamba karte iss tarah asr aur subha ki namaz me bhi yahi mamool tha

((SAHIH BUKHARI # 776))

Nabi ﷺ ka sunana ye sahaba Ko talim ke liye tha aur hame isse malum hua ke shuru ki do rakat lambi aur akhir ki 2 rakat halki padhna chahiye

From www.ekummat.blogspot.in share to all

No comments:

Post a Comment