Sunday 3 December 2017

APKI KAMAE HALAL HAI YA HARAM ISKI APKO FIKR HAI ??



Hazrat abu huraira raziallah se riwayat hai woh Rasool Allah ﷺ se bayan karte hai AAP ne farmaya logon par ek zamana Aisa ayega jab insan Ko uski kuch parwah nahi rahegi ke maal Ko HALAL tarike se haseel Kiya hai ya haram tarike se ??

((SAHIH BUKHARI # 2059))

Ye zamana achuka hai ye bat Nabi ﷺ ne 1400 saal phele Kahi thi jo AJ sabit bhi ho gayi hai

AJ kisi insan Ko ye fikar nahi ke wo kaha se kya Kamara hai bas usko paise se MATLAB hai hala ke uske Naseeb me jitna rizk likh diya Gaya wo usko milkar rahega ab uspar dipend hai ke wo halal se le ya haram se barehaal milega utna hee jitna likh diya Gaya hai

Share to all

No comments:

Post a Comment