Monday 4 December 2017

HAME MADAD AUR RIZK KISKI DUAON SE PAUCHTA HAI PATA HAI ??



Saad bin ibne waqqas raziallah ka khayal tha ke inhe dusre bohot se sahaba par ( apni maldari aur bahaduri ki wajah se ) fazilat haseel hai to

Nabi Kareem ﷺ ne farmaya ke tum log sirf Apne kamzor Mazdoor logon ki duaon ke natije me Allah ki taraf se madad pauchaee jati hai aur unhee ki duaon se rizk diye jate hai

((SAHIH BUKHARI # 2896))

Aaj hamare aspas dekhlo  inhee garibo kamzoro ki duaon ki  wajah se  hee hame madad aur  rizk diya jata hai par hum hee unhe Bura Bhala kahe kar zaleel kar ke bhaga dete hai to wo dua denge hame ya bad dua ??

Share to all

No comments:

Post a Comment