Saturday 2 December 2017

NAMAZE JANAZA ME SURE FATIHA PADHNA SUNNAT HAI


Hazrat IBNE abbas raziallah se riwayat hai ke unhone ek dafa janaza me *sure fatiha* ba awaz buland padhi aur kaha ke (maine isliye Aisa Kiya hai) take tum log janlo ke iska padhna SUNNAT hai

((SAHIH BUKHARI # 1335))

Kyunki NAMAZE JANAZA bhi ek namaz hai isliye isme sure fatiha padhna lazim hai
Kyunki hadeeso me ata hai ke jisne namaz me sure fatiha na padhi uski koi namaz nahi

Par Aaj aksar log sure fatiha nahi padhte janaze ki namaz me to imam khud nahi padhte sure fatiha


From www.ekummat.blogspot.in share to all

No comments:

Post a Comment