Friday 11 July 2014

AGAR KISI PER GUSUL FARZ HO LEKIN DER SE UTTHEY TOU SAHERI KHA KAR GUSUL KAR SAKTA HAI; ALBATA KHANE SE QABL (phele) WUZU KAR LENA CHAHIYE

Hazrat abu bakar bin abdur raheman rahematullah se riwayat hai ke mai aur mere walid hazrat ayesha (r.a) ke pass aye hazrat ayesha (r.a) ne bayan kiya ; mai gawahi deti hoon rasool allah sallallahu alaiwasallam ehetlam ke sabab se nahi balke jimma ke sabab se halate jinabat mei subha karte aur (gusul kiye bagair ) roza rakhte (baad mei namaze fajr se pheley gusul farmatey ) phir hum dono hazrat umme salma (r.a) ke pas aye aur unhone bhi yahi baat kahi ((KITABUS SAUM BAB IGTESAL SAEEM)) EK UMMAT Ke tamam msg www.ekummat.blogspot.in par Sabko bheje plz

No comments:

Post a Comment