Thursday, 10 July 2014

BHUL CHUK SE KHA PEE LENE SE ROZA NAHI TUT TA USKO ALLAH KHILATA HAI

Hazrat abu hurera (r.a) nabi akram SALLALLAHU ALAIWASALLAM se riwayat karte hai ke Nabi akram (saW) ne farmaya jab koi bhul kar kha pee ley tou apna roza pura kare kyunki usse allah ne khilaya pilaya hai ((SAHI BUKHARI RAQMUL HADEES 940)) Yani agar galati se khae tab allah apki niyyat janta hai galati se admi 1 glass pani piyega aur kya jab tak usko yaad na aye jab tak kha pee sakta hai jaise hee dyan aye ke mai roza hu fauran muh ka lukma bhi bahar nikal de www.ekummat.blogspot.in sabko bheje plz

No comments:

Post a Comment