Tuesday, 8 July 2014

AMAL KE KABUL HONE KI 2 SHART HAI

Amal kabul hone ki 2 sharte hai

1) wo amal sirf aur sirf allah ke liye ho

aur

2) wo amal nabi saw ke tarike par ho tab wo amal kabul hoga warna nahi

dono mese 1 bhi shart naho to wo amal kabul nahi hoga

faisla apka apka dil manta hai ke jo log pyare nabi ki sunnat ke khilaf amal karne wale ke piche namaz padhne ko dil gawahi deta hai

Aap S.A.W. NE Farmaya:Jab Tumko Apne Achche Amal Se Khushi Ho Aur Bure Kam Se Ranj (Gam) HoTo Samjho Ke Tum Momin Ho.
[MUSNAD-E-AHMAD:22166]

No comments:

Post a Comment