Wednesday, 9 July 2014

EK YA TEEN RAAT ME QURAN KARIM KHATAM KARNA (SHABEENA) KHILAF-E-SUNNAT HAI PASANDIDA AMAL NAHI

(1) Hazrat ayesha (r.a) farmati hai mai nahi janti ke nabi akram sallallahu aliwassalam ne kabhi subha tak (ek hi raat mei) sara quran majid khatam kiya ho (( IBNE MAJAH RAQMUL HADEES 1108)) (2) Hazrat abdullah bin umro (r.a) se riwayat hai ke rasool allah sallallahu alaiwassalam ne farmaya jo shaqs teen raat se kam waqt mei quran khatam karta hai wo quran ko nahi samjhta ((ABU DAWOOD RAQMUL HADEES 1242)) kuch log ramzan ki 27vi shab ko SHABINA namaz ka ehtemam karte hai joke puri raat me namaz padhte hai taravi ki jisme 1 hee raat me pura QURAAN khatam karte hai ye biddat hai na hee nabi aur na sahaba ne aisa kiya hai For MORE msg www.ekummat.blogspot.in

No comments:

Post a Comment