QURÀN:
قل هل يستوى الذين يعلمون والذين لا يعلمون
“Aye Nabi kah dijiye kya woh log jo ((Quràn ka)) ilm rakhte aur woh jo nhi rakhte barabr ho sakte hai?“
((Surah Zumar:aayat no.9))
HADIS:
خير كم من تعلم القران و علمه
Hazrat Usama ((ra)):
Nabi ((saw)) ne farmaya:
“Tum me sab se bahetar our afzal banda woh hai jo QURÀN ka ilm hasil kare or dusro ko iski ta‘alim de.“
((Sahih Bukhari ‘ vol : 2 ‘ fazayile quràn))
QURÀN:
انما يخشى الله من عباده العلماء
“Be shak Allah se uske wahi bande darte hai jo Ahle Ilm hai.
((Surah fatir: aayat no.28))
No comments:
Post a Comment