KYA DIKHAWE KA ROZA SHIRK HAI ??
Hazrat shadad bin awos (r.a) kahete hai mai ne rasool allah Sallahu alaiwasallam ko farmate huwe suna hai jis ne dikhawe ki namaz padhi usne shirk kiya jisne dikhawe ka roza rakha usne shirk kiya aur jisne dikhawe ke liye sadqa kiya usne shirk kiya isse ahmed ne riwayat kiya hai
((RAQMUL HADEES : 43 AL-TARGEEB WAL TARHEEB))
Aaj kuch musalman dikhane ke liye ye sab karte hai yaad rahe ye shirk hai sare amal allah ke liye kare na ke kisi aur ko dikhane ke liye
NABE: AB jo msg ane wale hai usse 1 folder banakar save karte jae rozo ke masle masail apko ramzan me kaam ayenge in sha allah

No comments:
Post a Comment