Thursday, 26 June 2014

NAMAK SE ROZA IFTAR KARNA SUNNAT SE SABIT NAHI

Hazrat anas (r.a) se riwayat hai NAbi akram sallallahu alaiwasallam namaz (maghrib) se phele taza khajuro se roza iftar farmate agar taza khajure na hoti tou qushk khajuro se iftar farmate agar qushk (sukhe) khajure na hoti tou chand ghont pani se hi iftar farma lete ((ABU DAWOOD 2065)) Aj baaz logo ne ye bat apni taraf se bana li hai ke khajur nahi mile to namak aur pani se roza khol te hai ye galat hai sunnat ke khilaf hai hamare liye behtar namuna nabi (saw) hai koi aur nahi From EK UMMAT grp sabko bheje plz

No comments:

Post a Comment