"Rajab" Shuru Ho Chuka Hai, Rajab Ke Month Me Hone Wali Bidato Se Pehle Aayye Ham Ye Bata Dein Ke Quran O Hadees Me Rajab Ke Talluq Se Kya Cheez Saabit Hai
Quran Me Allah Ne Months Ki Taadaad 12 Bataai Hai,Aur 12 Me Se 4 Months Ko Hurmat Wale Maheene Kaha Hai
(Al-Quran, Surah At-Taubah 9, Ayat 36)
(Hurmat Wale Months Yaani Izzat Aur Ehtaraam Wale Months)
Hurmat Wale Ye 4 Months Kon Se Hain ? Is Ki Wazahat Quran Me Nahi Hai,Balki Is Ki Wazahat Hadees Me Hai K Ye 4 Months Ye Hain :
1-Zul-Qada,
2-Zul-Hijja ,
3-Muharram,
4-Rajab
(Sahih Al Bukhari Hadees 3197)
(Sahih Al Muslim Hadees 1679)
Rajab Ke Talluq Se Quran Aur Sahih Hadees Se Sirf Aur Sirf Itna Hi Pata Chalta Hai K Ye Izzat, Ehtaraam Aur Hurmat Wale 4 Maheeno Me Se Ek Maheena Hai.Is Ke Alawa Rajab Ki Kisi Khaas Fazeela Nahi Hai.
From EK UMMAT grp sabko bheje plz
No comments:
Post a Comment