Hazrat abu hurera (r.a) se riwayat hai ke rasool allah sallahu alaiwassallam ne farmaya jab koi admi azan sune aur peene ka bartan uske hath mai hai to usse fouran rakh na dey balke apni zarurat puri karle
((ABU DAWOOD 2060))
yani hath me jo thoda bohot bacha ho khana jo neend nahi khulne ki dheri ki wajah se ho wo kha le janbuch kar der se uthe ya uthe ho par der se sehri kare ye sahi nahi Aur haa baaz log sehri khatam hone ke waqt se 30 minet phele hee kha kar bait jate hai ye sahi nahi hai sehri ke akhri waqt me khana afzal hai
NOTE ; Is EK UMMAT grp ke jo bhi purane msg hai ap 1 Search par mil jaega in sha allah is side par www.ekummat.blogspot.in
From EK UMMAT grp sabko bheje plz

No comments:
Post a Comment