Hazrat abu huraira (r.a) se riwayat hai ke rasool allah sallahu alaiwasallam ne farmaya jab ramzan ata hai to asmaan ke darwaze khol diya jate hai jahannum ke darwaze band kiye jate hai aur (( sharkash jinn )) shaitan qaid kardiya jate hai
(( BUKHARI WA MUSLIM AL LULU WAR MARJAN VOL. 1 HADEES NO. 652 ))
Dekha jata hai ke fir bhi kisi ke badan me jinn gus jata hai ramzan me bhi ye kaise to waze kardu ke sare jinn nahi qaid kiye jate hai balke jo zyada hee shararati jinn hote hai masti khor usko qaid kiya jata hai jo bohot kam shararat karte hai unhe nahi ye wohi jinn ate hai han me
From EK UMMAT grp sabko bheje plz
No comments:
Post a Comment