Monday 21 July 2014

AGAR KISI KO EITEKAF KE LIYE DIN MUAISAR NA ASAKE TOU JITNE DIN MUAISAR HO UTNE DINO KA EITEKAF KAR LENA CHAHIYE HATTA KE EK RAAT KA EITEKAF BHI DURST HAI

Hazrat abdullah bin umar (r.a) se riwayat hai ke hazrat umar (r.a) ne Nabi akram sallallahu alaiwasallam se pucha mei ne zamane jahiliyat mei masjid harm mei ek raat ka eitekaf karne ki nazar mani thi (puri karo ya na karo)? Aap (saw) ne farmaya apni nazar puri kar ((SAHIH BUKHARI KITABUS SAUM BAB EITEKAFf LAILA)) Ehtekaf ki niyyat se masjid me jae quraan namaz padhe fir bahar aye in sha allah ehtekaf ka sawab milega chahe 1 raat ya 2 din jaisa bhi apko saulat ho EK UMMAT ke tamat msg www.ekummat.blogspot.in par

No comments:

Post a Comment