Wednesday 23 July 2014

SADQA-E-FITR DENE KA MAQSAD NABI (SAW) NE KYA BATAYE HAI ??

Hazrta ibne abbas (r.a) se riwayat hai ke rasool allah sallahu alaiwasallam ne sadqa e fitr roze dar ko behudgi aur fahesh bato se paak karne ke liye aur mohtajo ke khane ka intezam karne ke liye farz kiya hai jisne namaz e Eid se phele ada kiya uska sadqa e fitr ada ho gaya aur jisne namaz ke badh ada kiya uska sadqa e fitr Aam sadqa shumar hoga ((IBNE MAJAH : 1480)) Hame koshish karke Eid ki namaz ke phele hee dena chahiye warna Aam sadqa hoga wo aur jo sadqa farz hai wo rahe jaega From www.ekummat.blogspot.in sabko bheje plz

No comments:

Post a Comment