Monday 28 July 2014

NAMAZ EID KE BAD TAQABBAL ALLAHU MINNA WA MINKUM KE ALFAZ SE EK DUSRE KE AMAL SALEHA KI QUBULIYAT KI DUA MANGNA DURST HAI

Hazrat jabir bin nazir (r.a) kahetey hai ke sahaba ikram (r.a) eid ke roz jab apas mei miltey tou ek dusre ko Taqabbal Allah u minna wa minkum تقبل الله منا ومنكم Tarjuma : allah ta.ala meri aur tumari (ibadat) kabul kare ISSE IBNE HAJAR NE FATUL BARI ME NAKAL KIYA HAI ((KITABUL EIDAIN BAB SUNNATUL EDAIN)) EIDGAH JANE AUR ANE KA RASTA BADALNA SUNNAT HAI Hazrat jabir bin abdullah (r.a) farmatey hai nabi akram (saw) eid ke roz eidgah mei ane jane ka rasta tabdil farmaya kartey they Isse bukhari ne riwayat kiya hai (kitabul eiden bab man khalif altariq) EIDUL FITR AUR EIDUL ZUHA KE DIN ROZA RAKHNA MANA HAI Hazrat abu abeed (r.a) kahetey hai mei ne umr bin khitab (r.a) ke sat namaz eid ada ki hazrat umr (r.a) ne kaha in do dino ke rozey rakhney se nabi akram (saw) ne mana farmaya hai Isse bukhari ne riwayat kiya hai (Kitabul soum bab soum yaum alfitr) From www.ekummat.blogspot.in sabko bheje plz

No comments:

Post a Comment