Wednesday 23 July 2014

SADQA-E-FITR GHAR KE SARPARAST YANI ZIMEDAR BHADO KO APNE TAMAM GHAR WALO KI TARAF SE DENA CHAHIYE

Hazrat nafe (r.a) se riwayat hai ke ibne umar (r.a) ghar ke chote bade ghar ke tamam logo ke taraf se sadqa e fitr dete the hatta ke mere beto ki taraf se bhi dete aur ibne umar (r.a) un logo ko dete the jo kabul karte aur Eidul fitr se 1 ya 2 din phele dete the ((SAHIH BUKHARI KITABUL ZAKAT)) sadqa e fitr ada karne ka waqt akhri roza iftar karne ke bad shuru hota hai lekin Eid se 1 ya 2 din phele ada kiya ja sakta hai From www.ekummat.blogspot.in sabko bheje plz

No comments:

Post a Comment