Islami Aqeedah - 3
3 - Sawaal:
Hum Allah ki ibaadat kaise karen?
Jawaab:
Jis tarah Allah Ta'ala aur uske Rasool ne hukm diya hai
Farmaan Ilaahi hai:
Ay Imaan waalo! Tum Allah ki ita'at karo aur Rasool ki ita'at karo aur amaal barbaad mat karo.
(Quran Surah Muhammad 47:33)
Aur Aap (sal lallaho alaihe wa sallam) ne farmaaya:
Jo shakhs aisa amal kare jis par hamara hukm nahi toh woh mardood (gair maqbool) hai.
(Sahih Muslim 1718)
Keh dijiye! Kay Allah Taalaa aur rasool ki ita’at kero agar yeh mun pher len to be-shak Allah Taalaa kafiron say mohabbat nahi karta. ((Surah Al-e-Imran Ayat no. 32)) ((( DAILY UPDATE ON THIS BLOG ))) To join what's app +918082425339
Subscribe to:
Post Comments (Atom)

-
30: Musalman mardon say kaho apni nigahen neechi rakhen aur apni sharam gahon ki hifazat rakhen. Yeh hi unn kay liye pakeezgi hai log jo k...
-
Hazrat abu musa (r.a) se rivayat hai ke rasool allah sallahu alaiwasallam ne farmaya : jab bande ke baccha inteqal kar jata hai to allah t...
-
imam husain ki shahadat or phir gham karte huwe, baaz log seene par chote marte hai, ye bhi islam me haram hai, kyunki islam jism wa jaa...
No comments:
Post a Comment