QURAAN ::
Aye iman walo tum par roze rakhna farz kiya gaya jis tarha tumse phele logo par farz kiya gaya tha take tum TAQWA ikhtiyar karo
((SURE BAQRA ; 183 ))
Misal ke taur par jab hum apne baccho ko ya hum khud 1 computer ka cours karte hai 1 ya 3 maheene ka to hum course ke bad puri zindagi ussi course ke mutabik zindagi guzarte hai agar nahi guzare to ya carier barbad karenge apna ya computer issi tarha se agar hum ramzan me jaise course kiye hai namazo ka rozo ka dhadi rakhne ka tik issi tarha puri zindagi guzare warna AKHIRAT kharab kar doge
From EK UMMAT grp sabko bheje plz
Keh dijiye! Kay Allah Taalaa aur rasool ki ita’at kero agar yeh mun pher len to be-shak Allah Taalaa kafiron say mohabbat nahi karta. ((Surah Al-e-Imran Ayat no. 32)) ((( DAILY UPDATE ON THIS BLOG ))) To join what's app +918082425339
Subscribe to:
Post Comments (Atom)

-
30: Musalman mardon say kaho apni nigahen neechi rakhen aur apni sharam gahon ki hifazat rakhen. Yeh hi unn kay liye pakeezgi hai log jo k...
-
Hazrat abu musa (r.a) se rivayat hai ke rasool allah sallahu alaiwasallam ne farmaya : jab bande ke baccha inteqal kar jata hai to allah t...
-
imam husain ki shahadat or phir gham karte huwe, baaz log seene par chote marte hai, ye bhi islam me haram hai, kyunki islam jism wa jaa...
No comments:
Post a Comment