Saturday 25 October 2014

BIDDAT KI MISAAL

BIDA?AT KI MISAL

Ham jante hai ke hamara ya kisi Mariz ka jism wahi blood qabool kare ga jo is ke group ko suitable ho warna qabool nhi kare ga. . Isi tarha jism ki cobbling ((payewand kari)) isi chamre se ki jati hai jo hamare jism ko qabool kare isi liye jism ki cobbling umuman isi aadmi ke kisi hisse se ki jati hai. .

Yahi haal Deen aur Deen ke andar Bida?atiyu ka hai.. ..

Ham jante hai hai ke Deen ki dunyad Kalme Tawheed pr qayam hai ?

Lihaza jo kaam Allah ki al_wahiyat aur Rasool ((saw)) ki risalat ke daayere me aaye ga use Deen qabool kiya jaaye ga warna woh rad ho jaaye ga . .

Isi cheez ko Allah ke Rasool ((saw)) ne is tarha bayan farmaya hai.
?? ???? ?? ????? ??? ?? ??? ??? ?????

Jis shakhs ne hamare is Deen me koi nayi cheez ayejad ki jo hamare Deen me se nhi hai to woh mardud hai. .

((Bukhari:2697))

Aur 1 hadis me bayan kiya gaya hai. .

?? ??? ???? ??? ???? ????? ?????

Jis shakhs ne koi aisa aamal kiya jo hamare Deen me nhi hai woh mardud hai..
((Muslim))

In Ahaadis se maalum hua ke Deen pukhta bunyaado par qayam hai iska ek khaas usul aur mizaj hai ? jo amal aur Ibadat Deen ke mizaj ke mawafiq hoga woh qabile qabool hoga warna ise rad kiya jaaye ga. .

From EK UMMAT grp sabko bheje plz

No comments:

Post a Comment